To friends aaj haam seekhege ke aap kese free income / expense accounting ko free me download kr skte hai or isko kis tarah istemal krenge, Software ke download ka link apko yahi milega, neche diyege link pr click kare.
CLICK HERE
"Pak Home ki taraf se kaafi software banayege hai mgr ye pak home ki taraf se made nhi hai ye software ko banane wale ka naam
Jonathan Di Nardo hai, jo ek spanish hai"
Download Ke bad simply open krke screen pr tawaja farma kr next next krke install krle.
jab Install hojaet to isko aap open kre.
apke samne kch is tarah ka screen show hoga
Ye software ko aap apne business or home dono ke liye use krskte hai, mana ke ye advance level ka nhi hai, lekin iske through apke boht se basic problems ka solution ajata hai, start lene ke liye accounting ka sab se behtreen software yahi hai, apko ise boht faida hoga Insha Allah, or agar apko hamare videos pasand aate hai to use apne dosto ke sath share kre or hamare channel ko support bhi kaare, or koi software ki zarorat hoto pakhome it solution se rabta kare.

New Pr click kr ke apni database ko save krle, ye apka backup bhi hoga, or jab chahe ap ek waqt me kahi database pr work kr skte hai, bydefault last dff file jo save hoti hai wahi open hoti recently me, Ab ab Categories me jaa kr ap apne item ko add kr skte hai, categories ke ander ab jitni categories chahe utni bana skte hai, ek ke ander ek (nested) , agar apko category urani he to , pele apko ander ki child category urana laazmi hai, iske aandar pele se kaafi categories bani hui ati hai demo ke liye, taake user is software ko chalana seekhe,
Ab ap + pr click krke apna expense or income save kr skte hai, is article ke neche youtube ki video ka link diya gya hai agar apko ye smjne me problem ati hai to ap hamara video tutorial bhi dekh skte hai, is picture ko dekhiye
Red arrow se murad yaaha + pr click krenge to apke pas add krne ka form khulega, uske ander blue arrow se murad ap category me jo item hai uspr click krde or description me batade is product ke baare me, ap item ke elawa kch bhi daal skte hai , jese kisi person ke bare me , ye software har chiz me kam ata hai, green arrow se murad ap ki marzi hai apko apne expense me save krna hai ya income me, rice ham khareedte hai to ye expense me ham save krenge, isme aap apne peso ka hisab bhi krste hai.
Yaha pr apko apki end value maaloom paregi ap serach bhi kr skte hai iske andar, or member bhi add krskte mazeed tafseel ke liye haamara is pr youtube tutorial bhi hai, ap chahe to dek skte hai.
Ye software ko aap apne business or home dono ke liye use krskte hai, mana ke ye advance level ka nhi hai, lekin iske through apke boht se basic problems ka solution ajata hai, start lene ke liye accounting ka sab se behtreen software yahi hai, apko ise boht faida hoga Insha Allah, or agar apko hamare videos pasand aate hai to use apne dosto ke sath share kre or hamare channel ko support bhi kaare, or koi software ki zarorat hoto pakhome it solution se rabta kare.
Great Information !If you Facing Some issue like
ReplyDeleteQuickBooks Script Error please connect with us at
QuickBooks Customer Service +1 833-738-9721 Tx